Ek dil tha adha jo tune pura kar diya
ek aks tha mujhme jo jinda kar diya
teri ek muskurahat se khil gaya pura chaman
tune banjar jamin ko phoolo se bhar diya
dhadkta tha pehle bhi na socha dhyaan se
din bhi gujar jata tha bade aram se
jabse ahat hui tere kadmo ki is zindagi me
tera hi naam sunta hu har dhadkan-e-jaan se

No comments:
Post a Comment